Dhoop mein niklo ghataon mein song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dhoop mein niklo ghataaon
Mein naha kar dekho
Dhoop mein niklo ghataaon
Mein naha kar dekho
Zindagi  kya hai kitaabon
Ko hataakar dekho
Zindagi  kya hai kitaabon
Ko hataakar dekho


Wo sitaaraa chamakane
Do yunhi aankhon mein
Wo sitaaraa chamakane
Do yunhi aankhon mein
Kya zaroori hai use
Jism banaakar dekho
Kya zaroori hai use
Jism banaakar dekho


Pattharon mein bhi
Zubaan hoti hai dil hota hai
Pattharon mein bhi
Zubaan hoti hai dil hota hai
Apane ghar ke dar-o-di
Waar sajaakar dekho
Apane ghar ke dar-o-di
Waar sajaakar dekho


Faasilaa nazaron ka
Dhokhaa bhi  to ho saktaa hain
Faasilaa nazaron ka
Dhokhaa bhi  to ho saktaa hain
Wo mile ya na mile
Haath badhaakar dekho
O mile ya na mile
Haath badhaakar dekho
Dhoop mein niklo ghataaon
Mein naha kar dekho.