Gaya Ujala Suraj Duba Ab Hai Meri Bari Lyrics - Aakash Deep | Dharmendra | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Gaya ujala suraj duba ab hai meri bari song is from Aakash Deep (1965) and it is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey).It stars and Dharmendra in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by Chitragupt. It is produced by Rangam. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
gaya ujala suraj duba ab hai meri bari
gaya ujala suraj duba ab hai meri bari
andhkar ke nagar me aaya jyoti ka vyapari
ye andhkar ki duniya dukh ki pukar ki duniya
ye bekarar ki duniya
jaise mera aakash dip hai jivan ka ujiyara
dharti ke aagan me sabki ummido ka sahara
aaj garibi ka dukh humko thokar mar giraye
armano ka deepak phir bhi uncha uthta jaye
jaise mera aakash dip hai jivan ka ujiyara
ummido ka tara jhilmil jhilmil pyara
ummido ka tara jhilmil jhilmil pyara