Gar khuda mujhse kaheGar khuda mujhse kahe kuchh maang aye bande mereMain yeh maangoonMain yeh maangoon mahafilon ke daur yoon chalte raaheinHamapyaalaa ho, hamanavaalaa ho, humsafar humraaz honTa-qayamat...Ta-qayamat jo chiraagon ki tarah jalte raaheinYaari hai imaan mera yaar meri zindagiAre! yaari hai imaan mera yaar meri zindagiPyaar ho bandon se yeh, o oPyaar ho bandon se yeh sab se badi hai bandagiYaari hai! yaari hai imaan mera yaar meri zindagiSaaz-e-dil chhedo jahan mein, e e eSaaz-e-dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sadaEi, saaz-e-dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sadaJin dilon mein pyaar hai unape baharein hon fidaPyaar leke noor aaya...Pyaar leke noor aaya pyaar leke saadagiYaari hai! yaari hai imaan mera yaar meri zindagi
Are! jaan bhi jaaye agarJaan bhi jaaye agar yaari mein yaaron gham nahin -2Apne hote yaar ho gamagin matlab hum nahinHum jahan hain us jagah...Hum jahan hain us jagah jhoomegi naachegi khushiYaari hai! yaari hai imaan mera yaar meri zindagiGul-e-gulzar kyon bezaar nazar aata hai -2Chashm-e-bad ka shikaar yaar nazar aata haiChhupa na humse, zara haal-e-dil suna de tuTeri hansi ki keemat kya hai, yeh bata de tu -2Kahe to aasman se chaand-taare le aaoonHaseen jawan aur dilakash nazaare le aaoonOe! oe! qurbanTera mamanoon hoon toone nibhaayaa yaaranaTeri hansi hai aaj sabse bada nazaraanaa -2Yaar ke hanaste hi...Yaar ke hanste hi mehfil mein jawani aa gayi, aa gayiYaari hai imaan mera - -3Lo sher! qurbaan! qurbaan!