Gagan se aaya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by J.J. Puri. This song was released on 01 Jan 2018.
O gagan se aaya tar
Tar tar tar
Gagan se aaya tar ke
Ab gham mat kar mere yaar
Zamana badlega zamana badlega
Zamana badlega zamana badlega
Gagan se aaya tar ke
Ab gham mat kar mere yaar
Zamana badlega zamana badlega
Zamana badlega zamana badlega


Zuhu par ek bangla lenge
Waqt se pehle bada denge
Zuhu par ek bangla lenge
Waqt se pehle bada denge
Karega humko roz namste
Karega humko roz namste
Lallu chauki dar
Zamana badlega zamana badlega
Zamana badlega zamana badlega


Naam chalega bazaro mein
Chhapega photo akhbaro mein
Naam chalega bazaro mein
Chhapega photo akhbaro mein
Darwaje par khadi rahegi
Purwah aaha
Darwaje par khadi rahegi
Lambi motar car
Zamana badlega zamana badlega
Zamana badlega zamana badlega


Tan par apne sut bhi hoga
Pavo mein engish but bhi hoga
Tan par apne sut bhi hoga
Pavo mein engish but bhi hoga
Sar par pyare het bhi hogi
Are sar par pyare het bhi hogi
Phir to chhat ke dar
Zamana badlega zamana badlega
Zamana badlega zamana badlega
Gagan se aaya tar ke
Ab gham mat kar mere yaar
Zamana badlega zamana badlega
Zamana badlega zamana badlega.

More songs from Bade Ghar Ki Bahu (1960)