Sooraj tera, gardish mein haiDhalte huye keh gayaPhir laut ke, aaunga mainNazdeek hi hai subahGaaye ja, gaaye jaGhum mein hai sargamGun-guna ye dhun, gaaye jaGaaye ja, gaaye jaRaat ke dhaago se savera bun, gaaye jaGaaye ja, gaaye jaGhum mein hai sargamGun-guna ye dhun, gaaye jaApna hi apna, kyun kehlaaya haiKaise koi, tai karta haiKaun paraaya haiEk wahi rishta, teri kamaai haiDard ke pal mein, jisne tera
Saath nibhaaya haiToota huya, toh kya, sitaara tuKisi ka ban, sahara tuGaaye ja, gaaye jaRaat ke dhaago se savera bun, gaaye jaGaaye ja, gaaye jaGhum mein hai sargamGun-guna ye dhun, gaaye jaHo.Aankhon mein rakhna, sapne tu kal keTujhko lekin, unn tak jaana hogaKhud chal keMaj-dhaaro se tu, haar nahi jaanaSaahil tujhko, paana hogaLehron mein dhal keHai zindagi wahi, jo chalti haiYe gir ke hi, sambhalti haiAa. aa.