Faisla Tumko Bhool Jaane Ka Lyrics - Harìharan

2008

Lyrics

Faisla tumko bhool jaane ka
Faisla tumko bhool jaane ka
Ek naya khawab hai deewane ka
Faisla tumko bhool jaane ka
Faisla tumko bhool jaane ka
Ek naya khawab hai deewane ka
Faisla tumko bhool jaane ka

Dil kali ka laraz laraz utha
Dil kali ka laraz laraz utha
Zikra tha tere baar aane ka
Zikra tha tere baar aane ka
Ek naya khawab hai deewane ka
Faisla tumko bhool jaane ka
Faisla tumko bhool jaane ka
Ek naya khawab hai deewane ka
Faisla tumko bhool jaane ka

Honsla kam kisi mein hota hai
Honsla kam kisi mein hota hai
Jeet kar khud hi haar jaane ka
Jeet kar khud hi haar jaane ka
Ek naya khawab hai deewane ka
Faisla tumko bhool jaane ka
Faisla tumko bhool jaane ka
Ek naya khawab hai deewane ka
Faisla tumko bhool jaane ka

Zindagi kat gayi manate huye
Zindagi kat gayi manate huye
Ab iradaa hai ruth jaane ka
Ab iradaa hai ruth jaane ka
Ek naya khawab hai deewane ka
Faisla tumko bhool jaane ka
Faisla tumko bhool jaane ka
Ek naya khawab hai deewane ka
Faisla tumko bhool jaane ka

Aap shehzad ki na fikar kare
Aap shehzad ki na fikar kare
Wo to aadi hai zakhm khane ka
Wo to aadi hai zakhm khane ka
Ek naya khawab hai deewane ka
Faisla tumko bhool jaane ka
Faisla tumko bhool jaane ka
Ek naya khawab hai deewane ka
Faisla tumko bhool jaane ka.