Ek tha raja song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mushir-Riaz. This song was released on 30 May 1997.
hey ek aisa tha raja
ek tha gaaw jaha ka
ek aisa tha raja
sabke dilo me vo rahta
uske jaisa koi nahi tha
ek tha gaaw jaha ka
ek aisa tha raja
sabke dilo me vo rahta
uske jaisa koi nahi tha

gaaw me sabhi ke chehare
phulo ki tarah khilte the
gaaw me sabhi ke chehare
phulo ki tarah khilte the
khushiyo bari thi duniya
pyar ke diye jalte the
har ghar uska tha apna ghar
sabke liye vo ek barabar
sukh aur dukh me
sabka sathi vo banata tha
uske rahte har din mela the

ek tha gaaw jaha ka
ek aisa tha raja
ek tha gaaw jaha ka
ek aisa tha raja
sabke dilo me vo rahta
uske jaisa koi nahi tha
ek tha gaaw jaha ka
ek aisa tha raja