Ek shabnami song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ek shabnami si aag mein
Jalne lagi hoon main
Iss barf ki tarha se
Pigalne lagi hoon main
Ek shabnami si aag mein
Jalne lagi hoon main
Iss barf ki tarha se
Pigalne lagi hoon main
Jaane kya nasha hai
Jaane kya surur hai
Jaane kya nasha hai
Jaane kya surur hai
Madhoshiyo mein jaise
Machalne lagi hoon main
Ek shabnami si aag mein
Jalne lagi hoon main
Iss barf ki tarha se
Pigalne lagi hoon main


Kya hasrate hai jaage
Lab se kahi na jaaye
Betabiya hai aise
Jo ke sahi na jaaye
Kya hasrate hai jaage
Lab se kahi na jaaye
Betabiya hai aise
Jo ke sahi na jaaye
Saal solava jabse
Aaya hai zindagi mein
Saal solava jabse
Aaya hai zindagi mein
Ek shabnami si aag mein
Jalne lagi hoon main
Iss barf ki tarha se
Pigalne lagi hoon main


Dhadkan mein kya umange
Hone lagi jab aahe
Sanso mein koi toofan
Jaise rava daba hai
Dhadkan mein kya umange
Hone lagi jab aahe
Sanso mein koi toofan
Jaise rava daba hai
Ehsaas ho raha hai
Kis raat ki tarha se
Ehsaas ho raha hai
Kis raat ki tarha se


Ek shabnami si aag mein
Jalne lagi hoon main
Iss barf ki tarha se
Pigalne lagi hoon main
Jaane kya nasha hai
Jaane kya surur hai
Jaane kya nasha hai
Jaane kya surur hai
Madhoshiyo mein jaise
Machalne lagi hoon main
Ek shabnami si aag mein
Jalne lagi hoon main
Iss barf ki tarha se
Pigalne lagi hoon main.