Ek kabutar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 04 May 2015.
Ek kabutar chitthi lekar
Pehali pehali baar udaa
Ek kabutar chitthi lekar
Ek kabutar chitthi lekar
Pehali pehali baar udaa
Ek kabutar chitthi lekar
Pehali pehali baar udaa
Mausam ek gulel liye thaa
Path se neeche aan gira


Ek kabutar chitthi lekar
Pehali pehali baar udaa
Mausam ek gulel liye thaa
Path se neeche aan gira
Ek kabutar chitthi lekar


Chattano par khada hua toh
Chhap reh gayi paaon ki
Chattano par khada hua toh
Chhap reh gayi paaon ki
Socho kitna bojh utha kar
Main in raahon se guzara
Ek kabutar chitthi lekar


Dhire dhire bhig rahe hai
Saari inte paani mein
Dhire dhire bhig rahe hai
Saari inte paani mein
Inko kya maaloon ke
Aage chalkar inka kya hoga
Ek kabutar chitthi lekar
Ek kabutar chitthi lekar
Ek kabutar chitthi lekar.