Aashiyaane ki baat song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 04 May 2015.
Aashiyaane ki baat karte ho
Aashiyaane ki baat karte ho
Dil jalane ki baat karte ho
Aashiyaane ki baat karte ho
Dil jalane ki baat karte ho
Aashiyaane ki baat karte ho


Haadsaa thaa guzar gaya yaaro
Haadsaa thaa guzar gaya yaaro
Kiske jaane ki baat kartey ho
Dil jalane ki baat karte ho
Aashiyaane ki baat karte ho


Humko apni khabar nahi yaaro
Humko apni khabar nahi yaaro
Tum zamane ki baat kartey ho
Dil jalane ki baat karte ho
Aashiyaane ki baat karte ho


Saari duniya ke ranjo gham dekar
Saari duniya ke ranjo gham dekar
Muskurane ki baat kartey ho
Dil jalane ki baat karte ho
Aashiyaane ki aashiyaane ki
Aashiyaane ki..