Ek ek ankh meri sava sava lakh ki song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K.C. Bokadia. This song was released on 30 Jan 1986.
Ek ek ankh meri
Sava sava lakh ki
Mithi mithi batiyon mein
Khushboo gulab ki
Tune haye kadar
Meri are jani nahin
Tune haye kadar
Meri are jani nahin
Pyasi nazar meri
Pahchani nahin
Ek ek ankh meri
Sava sava lakh ki
Mithi mithi batiyon mein
Khushboo  gulab ki
Tune haye kadar
Meri are jani nahin
Tune haye kadar
Meri are jani nahin
Pyasi nazar meri
Pahchani nahin


Aye ji dekho ki aaj main
Naye fashion mein dhal gayi
Naye fashion mein dhal gayi
Logo ka rang dekh ke
Main bhi machal gayi
Dekho te saiya
Tumhare hi karan
Kaise badal gayi
Main sabko pichhe chhod ke
Aage nikal gayi
Aage nikal gayi
Maine wahi kiya
Jo teri marzi hai
Phir bhi koi meri kadar dani nahin
Phir bhi koi meri kadar dani nahin
Pyasi nazar meri pahchani nahin
Ek ek ankh mere sava sava lakh ki


Apno ka gham nahin
Koi duniya ka darr mujhe
Karti rahungi main
Wahi jisme tu khush rahe
Sangam yahi hai
Pyar ka koi bhi kuch kahe
Jamuna ke sath sath
Mein ganga jidhar bahe
Ganga jidhar bahe
Dhar le kalai yahi reet pyar ki hain
Piya aa yaha koi preshani nahin
Piya aa yaha koi preshani nahin
Pyasi nazar meri pahchani nahin
Ek ek ankh mere sava sava lakh ki
Mithi mithi batiyon mein
Khushboo  gulab ki
Tune haye kadar
Meri are jani nahin
Tune haye kadar
Meri are jani nahin
Pyasi nazar meri
Pahchani nahin.