Ek bagal mein chand hoga, ek bagal mein rotiyanEk bagal mein neend hogi, ek bagal mein loriyanHum chand pe, hum chand peRoti ki chadar daal kar so jayengeAur neend se, aur neend seKeh denge lori kal sunane aayengeAur neend se keh dengeLori kal sunane aayengeEk bagal mein chand hoga, ek bagal mein rotiyanEk bagal mein neend hogi, ek bagal mein loriyanHum chand pe, hum chand peRoti ki chadar daal kar so jayengeAur neend se, aur neend seKeh denge lori kal sunane aayengeAur neend se keh dengeLori kal sunane aayengeEk bagal mein khan-khanati seepiyan ho jayengiEk bagal mein kuchh rulati sisikiyan ho jayengiHum seepiyon mein, hum seepiyon meinBhar ke saare taare chun ke aayenge
Aur siskiyon ko, aur siskiyon koGudgudi kar kar ke yun behlayengeAur siskiyon koGudgudi kar kar ke yun behlayengeAmma teri siskiyon pe koi rone aayegaKoi rone aayegaGham na kar jo aayega woh phir kabhi na jayegaWoh phir kabhi na jayegaYaad rakh par koi anhoni nahi tu layegiLayegi to phir kahani aur kuchh ho jayegiYaad rakh par koi anhoni nahi tu layegiLayegi to phir kahani aur kuchh ho jayegiHoni aur anhoni ki parwah kise hai meri jaanHadd se jyaada yeh hi hoga ki yahin mar jayengeHum maut ko, hum maut koSapna bata kar uth khade honge yahinAur honi ko, aur honi koThenga dikha kar khil-khilte jayengeAur honi ko thenga dikha karKhilkhilate jayenge x (5)