Ek baar parbhu ke ban ja song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ek baar parbhu ke ban ja
O sansari o sansari
Parbhu ka isha bas karan ki
Pooja kare tumhare
O sansari o sansari
Ek baar parbhu ke ban ja
O sansari o sansari


Tumse hai ye duniya sari
Tumse hai ye duniya sari
Tum narayan nar avtari
Apne ko jano pahchano
Apne ko jano pahchano
Jhuthi jag ki duniya dari
Jhuthi jag ki duniya dari


Samjh jaoge dekho dekho
Samjh jaoge dekho dekho
Man ke nain ugari
O sansari o sansari
Ek baar parbhu ke ban ja
O sansari o sansari


Maa ki mamta kaun bhulaye
Nari jeevan mein ras laye
Maa ki mamta kaun bhulaye
Nari jeevan mein ras laye
Ye sab bandhan hai maya ke
Ye sab bandhan hai maya ke
Murkh kyu isme bharmaye
Murkh kyu isme bharmaye


Narayan se lagan lagale
Narayan se lagan lagale
Narayan se lagan lagale
Ban ja prem pujari
O sansari o sansari
Ek baar parbhu ke ban ja
O sansari o sansari
Parbhu ka isha bas karan ki
Pooja kare tumhare
O sansari o sansari
Ek baar parbhu ke ban ja
O sansari o sansari
Ek baar ek baar parbhu ke ban ja.