ek akelaa is shahar men, raat men aur dopahar menaab-o-daanaa dhuundhataa hai, aashiyaanaa dhuundhataa haidin khaalii khaalii bartan hai, aur raat hai jaise andhaa kunvaain suunii andherii aankhon men, aansu kii jagah aataa hain dhun_aajiine kii vajah to ko_ii nahiin, marane kaa bahaanaa dhuundhataa hai
ek akelaa is shehar menin umr se lambii sadakon ko, manzil pe pahunchate dekhaa nahiinbas daudatii phiratii rahatii hain, ham ne to thaharate dekhaa nahiinis ajanabii se shehar men, jaanaa pahachaanaa dhuundhataa haiek akelaa is shehar men