Ek Aas Ek Aasaraa Hai Aao Shyaam Sundar Lyrics - Mashuqa | Suraiya | Mukesh | Chorus | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ek aas ek aasaraa hai aao shyaam sundar song is from Mashuqa (1953) and it is sung by chorus and Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya).It stars Suraiya and Mukesh in leading roles. This song is penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal) and composed by Roshanlal Nagrath (Roshan). It is produced by Chitrakar Prictures. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
ek aas ek aasaraa hai tere shyaam kaa
aasaraa hai shyaam kaa
ek diip raah men jale tumhaare naam kaa
aasaraa hai shyaam kaa
teraa ye jahaan
yahaan meraa aur ko_ii nahiin
yahaan meraa aur ko_ii nahiin
tuut gayii dor sabhii
ek aas baakii rahii
shyaam se milan kii
aa_o shyaam sundar
ab to shaam ho chalii
jiivan kii
more nain jhare
naino roye jaise ghataa saavan kii
aa_o shyaam sundar
sakhi rain ghire
dhiire dhiire rain ghire
din to jaise-taise kate
kaise kate ratiyaan
niind aaye kaise jab se base
akhiyan men akhiyaan
ko_ii jaane naa jaane naa
morii baat ye lagan kii
aa_o shyaam sundar