Dushman Naa Kare Dost Ne, Barason Puraanaa Ye Yaaraanaa Lyrics - Hera Pheri | Amitabh Bachchan | Saira Banu | Vinod Khanna | Kishore Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dushman naa kare dost ne, barason puraanaa ye yaaraanaa song is from Hera Pheri (1976) and it is sung by Kishore Kumar.It stars Amitabh Bachchan, Saira Banu, Vinod Khanna and Sulakshana Pandit in leading roles. This song is penned by Anjaan and composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. It is produced by Satyendra Pal. This song was released on 03 Oct 1976.
Lyrics
dushman na kare dost ne vo kam kar diya
ke dosti ke nam ko badanam kar diya
baraso purana ye yarana ek pal me kyo tuta
ek pal me kyo tuta
yar mere yar mere yar mere tu aise rutha
jaise mera rab rutha jaise mera rab rutha
baraso purana ye yarana ek pal me kyo tuta
ek pal me kyo tuta
tera jaha bhi gira pasina maine khun bahaya
tera jaha bhi gira pasina maine khun bahaya
tera lahu bana kyo pani ye kaisa din aaya
vo teri dosti, vo teri dosti thi meri zindagi
banke pujari pyar me tune pyar ka mandir luta
jaise mera rab rutha
baraso purana ye yarana ek pal me kyo tuta
ek pal me kyo tuta
lahro par jo tuti lakire tuti qasme sari
lahro par jo tuti lakire tuti qasme sari
ret ki ik divar thi mere yaar ki jhuthi yari
ye sitam kya hua ye sitam kya hua kya lagi baddua
jism se jaise jan juda ho sath tera yun chhuta