Dur Se Dur Se Ji Lyrics - Saqi | Randhir Kapoor | Mumtaz | Madhubala | Shamshad
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dur se dur se ji song is from Saqi (1952) and it is sung by Shamshad.It stars Randhir Kapoor, Mumtaz, Madhubala, Cuckoo in leading roles. This song is penned by Rajinder Krishan and composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). This song was released on 31 Dec 1952.
Lyrics
Dur se dur se ji dur se ho dur se
Dur dur se aji dur dur se
Aji dur dur se paas nahi aaiye
Haath na lagaaiye
Kijiye nazara dur dur se
Kijiye ishara dur dur se
Kijiye nazara dur dur se
Paas nahi aaiye haath na lagaaiye
Kijiye nazara dur dur se
Kijiye ishara dur dur se
Kijiye nazara dur dur se
Pehlaa usul hai pyaar ke darbaar ka
Arji mein haal likho dil e bekaraar ka
Pehlaa usul hai pyaar ke darbaar ka
Arji mein haal likho dil e bekaraar ka
Aage mat jaaiye hosh mein aa jaaiye
Kijiye nazara dur dur se
Kijiye ishara dur dur se
Kijiye nazara dur dur se
Pyaar ke muaamle
Mein jaldi na kijiye
Haan jaldi na kijiye
Achchhi tarah sochiye
Phir dil dijiye
Haan jaldi na kijiye
Husn dagaabaaz hai
Pehle aazmaaiye
Kijiye nazara dur dur se
Kijiye ishara dur dur se
Kijiye nazara dur dur se
Dil ko lagana hai to
Zara dekh bhaal ke
Daanv bade tedhe hain
Hasino ki chaal ke
Dil ko lagana hai to
Zara dekh bhaal ke
Daanv bade tedhe hain
Hasino ki chaal ke
Nazron ki pyaas ko dur se bujhaaiye
Kijiye nazara dur dur se
Kijiye ishara dur dur se
Kijiye nazara dur dur se
Paas nahi aaiye haath na lagaaiye
Kijiye nazara dur dur se
Kijiye ishara dur dur se
Kijiye nazara dur dur se.