Duniya mein meri aaj song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Duniya mein meri
Aaj andhera hi andhera
Andhera hi andhera
Bhagwan kahaan hai
Meri kismat ka sawera
Kismat ka sawera
Duniya mein meri
Aaj andhera hi andhera
Andhera hi andhera


Honthon se hansi aake hi
Aanso nikal aaye
Aanso nikal aaye
Honthon se hansi aake hi
Aanso nikal aaye
Aanso nikal aaye
Aayi thi khushi paas to
Us dard ne ghera
Us dard ne ghera
Duniya mein meri
Aaj andhera hi andhera
Andhera hi andhera


Ro ro ke gale milne lagi
Yaad tumhaari
Yaad tumhaari
Ro ro ke gale milne lagi
Yaad tumhaari
Yaad tumhaari
Ab tak jise ye yaad thi
Kyun pyaar hai mera
Kyun pyaar hai mera
Duniya mein meri
Aaj andhera hi andhera
Andhera hi andhera


Barbaad jawaani tumhe
Ro ro ke pukaare
Ro ro ke pukaare
Barbaad jawaani tumhe
Ro ro ke pukaare
Ro ro ke pukaare
Khushiyon ka zamaana koi
Ro ro ke guzaare
Aa dekh tere ishq mein
Kyaa haal hai mera
Kyaa haal hai mera
Duniya mein meri
Aaj andhera hi andhera
Andhera hi andhera
Bhagwan kahaan hai
Meri kismat ka sawera
Kismat ka sawera.