Duniya mein jeene ka song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jayendra Pandya, Rajaram Pandya, Satish Wagle. This song was released on 01 Jan 2018.
Dunia mein jeene ka mujhe shok tha
Khane or pine ka mujhe shok tha


Dunia mein jeene ka mujhe shok tha
Khane or pine ka mujhe shok tha


Marna bhala kisko manzur tha
Lekin main e dost majbur tha


Gori hukumat thi kale gulam
khat chhodke badshaho ke naam


Main khudkashi kar gaya
Main is tarah mar gaya


Main khudkashi kar gaya
Main is tarah mar gaya


Kamjor tha ab main majbut hu
Tab aadami tha main ab bhut hu


Sab ghar se chalte the jhande liye
Girte sambhalte se  jhande liye


Uff desh bhagto ki wo toliya
Sine pe jinke lagi goliya


Main moat se dar gaya
Main is tarah mar gaya


Wo saye gulami se bhi hai buri
Kehti hai dunia jise mufali si


Ghar me jarurat ki cheeze na thi
Patlune thi to kamije na thi


Har farz har karz ko chhod kar
Dariya pe main aa gaya dhoud kar


Dunia se dil bhar gaya
Main dub kar mar gaya


Dunia se dil bhar gaya
Main dub kar mar gaya


Is gham se chhati meri fat gayi
Ye tang bhi jung me kat gayi


Maa ka bahut hi dulara tha main
Bhai behan ka bhi pyara tha main


Par pet bharte nahi pyar se
Nikala main kuchh lene bazar se


To vapas na main ghar gaya
Main dub kar mar gaya.