dukh sukh ki har ek mala, kudrat hi piroti haioo dukh sukh ki har ek mala, kudrat hi piroti haihatho ki lakiro me, ye jagti soti haidukh sukh ki har ek mala, kudrat hi piroti haiyado ka safar ye kare, gujari baharo me kabhi aane wale kal pe hanse, udte nazaro me kabhi ek hath me andhiyara, ek hath me jyoti hai dukh sukh ki har ek mala, kudrat hi piroti haisamna kare jo iska, kisi me ye dam hai kahaiska khilona banke, hum sab jite hai yahajis rah se hum gujare, ye samne hoti hai
dukh sukh ki har ek mala, kudrat hi piroti haiaaho ke zanaze dil me, aankho me chitaye gam ki ninde ban gayi tinka, chali wo hwaye gam ki isan ke andar bhi, aandhi koi hoti haidukh sukh ki har ek mala, kudrat hi piroti haikhud ko chhupane walo ka, pal pal pichha ye kare jaha bhi ho mitte nisha, vahi jake pav ye dhare phir dil ka harek ghav, ashqo se ye dhoti haidukh sukh ki har ek mala, kudrat hi piroti haihatho ki lakiro me, ye jagti soti haidukh sukh ki har ek mala, kudrat hi piroti hai