Babul Ke Ghar Se Lyrics - Itihaas | Anil Kapoor | Raaj Kumar | Mohnish Behl | Chandrashekhar Gadgil
in Movies
Watch the Video
Song Information
Babul ke ghar se song is from Itihaas (1987) and it is sung by Chandrashekhar Gadgil.It stars Anil Kapoor, Raaj Kumar, Mohnish Behl, Shabana Azmi in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Rahul Dev Burman. It is produced by Tito. This song was released on 27 Mar 1987.
Lyrics
Marne waali tere gham mein
Umra bhar royenge hum
Rone se hoga na kam
Yeh gham agar royenge hum
Babul ke ghar se doli mein
Babul ke ghar se doli mein
Jaati hain kawaariyaan
Meri laadali beti ki
Arthi ki hai taiyyariyaan
Babul ke ghar se doli mein
Jaati hain kawaariyaan
Meri laadali beti ki
Arthi ki hai taiyyariyaan
Kismat mujhko lut gayi
Kismat mujhko lut gayi
Duniya mujhse rooth gayi
Mere moti bikhar gaye
Meri maala tut gayi
Mujhko deewana kardegi
Mujhko deewana kardegi
Ye meri dushwaariyan
Meri laadali beti ki
Arthi ki hai taiyyariyaan
Pahele mujhko jaana thaa
Pahele mujhko jaana thaa
Mujhse pahele tu chal di
Dekha hi kyaa thaa tune
Aisi bhi thi kyaa jaldi
Michli tune abhi kyun
Michli tune abhi kyun
Yeh akhiyaan
Pyaariyan pyaariyan
Meri laadali beti ki
Arthi ki hain taiyyariyaan
Jule mein bhi daala thaa
Jule mein bhi daala thaa
Girte huye sambhala thaa
Loriyaan de de ke tujhko
Kitane laad se paala thaa
Is dil se teri chita mein
Is dil se teri chita mein
Rakhun main chingaariyaan
Meri laadali beti ki
Arthi ki hain taiyyariyaan
Babul ke ghar se doli mein
Jaati hain kawaariyaan
Meri laadali beti ki
Arthi ki hain taiyyariyaan.