Do Sadiyo Ke Sangam Par Milne Aaye Hain Lyrics - Shahrukh Khan | Madhuri Dixit | Udit Narayan | Kavita Krishnamurthy
2000
Lyrics
do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
ek sadee kee shyam jahan par
ek sadee kaa wahee savera
samay naa dale kahee bhee dera
ek samay lekin do sadiya do sadiya
ek samay lekin do sadiya do sadiya
ek sadee kaa wahee savera
samay naa dale kahee bhee dera
ek samay lekin do sadiya do sadiya
ek samay lekin do sadiya do sadiya
do sadiyo ke bich uthi do sadiyo ke bich uthi
ehsas kee ek divar ehsas kee ek divar
is divar ke pichhe jake is divar ke pichhe jake
bhesh badalta ye samay bhesh badalta ye samay
kya karta hai shringar
do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
ehsas kee ek divar ehsas kee ek divar
is divar ke pichhe jake is divar ke pichhe jake
bhesh badalta ye samay bhesh badalta ye samay
kya karta hai shringar
do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
ek sadee kee shyam jahan par
ek sadee kaa wahee savera
samay naa dale kahee bhee dera
ek samay lekin do sadiya do sadiya
ek samay lekin do sadiya do sadiya
ek sadee kaa wahee savera
samay naa dale kahee bhee dera
ek samay lekin do sadiya do sadiya
ek samay lekin do sadiya do sadiya
nile rang ke iss davan me
kitne sukun bhare lamhe hai
nile nile rang me ruh ke sare git ghule hain
surkhee jaise garam lahu hai chhalak sharab hai surkhi
surkhee taja jakhm jaise khilta gulab hai surkhi
jism me behtee sarkhi surkhi ruh ke sare nile nagme
kitne sukun bhare lamhe hai
nile nile rang me ruh ke sare git ghule hain
surkhee jaise garam lahu hai chhalak sharab hai surkhi
surkhee taja jakhm jaise khilta gulab hai surkhi
jism me behtee sarkhi surkhi ruh ke sare nile nagme
do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
ek sadee kee shyam jahan par
ek sadee kaa wahee savera
samay naa dale kahee bhee dera
ek samay lekin do sadiya do sadiya
ek samay lekin do sadiya do sadiya
do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
ek sadee kee shyam jahan par
ek sadee kaa wahee savera
samay naa dale kahee bhee dera
ek samay lekin do sadiya do sadiya
ek samay lekin do sadiya do sadiya