Do din ki jawani me song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by A K Nadiadwala. This song was released on 01 Jan 2018.
Do din ki jawani me bhi ager
Do din ki jawani me bhi ager
Jine ka maja na liya, na liya
To fir kya kiya
To fir kya kiya
To fir kya kiya


Julfo ke saye me tu sanam
Har pal ko tu rangi bana
Har pal ko tu rangi bana
Baho ke jawa ghere me
Aa jhum ke tu aa bhi ja
Jhum ke tu aa bhi ja
Insan fir vo kis kam hai
Insan fir vo kis kam hai
Jo kabhi diya na liya
To fir kya kiya
To fir kya kiya


Jine ko yaha jite hai sabhi
Par vo jite ji mar gaye
Par vo jite ji mar gaye
Jo pyar kisi se kar na sake
Or duniya se jo lad gaye
Or duniya se jo lad gaye
Is pyar ko duniya julm kahe
Is pyar ko duniya julm kahe
Kya bado vo nahi kiya
Nahi kiya
To fir kya kiya
To fir kya kiya
To fir kya kiya.