Do Dilon Ke Mil Jaane Ka Lyrics - Raj Mukut | Veena | Nimmi | Sapru | Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Do dilon ke mil jaane ka song is from Raj Mukut (1950) and it is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh).It stars Veena, Nimmi, Sapru, Jairaj in leading roles. This song is penned by Bharat Vyas and composed by Govind Ram. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Do dilon ke mil jaane ka
Ye bahaana ho gaya
Do dilon ke mil jaane ka
Ye bahaana ho gaya
Ik ho gayi dewaani
Ik deewaana ho gaya
Ik ho gayi deewani
Ik deewaana ho gaya aa
Do dilon ke mil jaane ka
Ye bahaana ho gaya
Koi kisi se mil gaya dekho
Kismet ka ye khel
Bina jaan pehchaan ho gaya
Aapas mein yoon mel
Haan aapas mein yoon mel
Teer e nazar ka dekh lo
Koi nishaana ho gaya
Teer e nazar ka dekh lo
Koi nishaana ho gaya
Ik ho gayi dewaani
Ik deewaana ho gaya aa
Do dilon ke mil jaane ka
Ye bahaana ho gaya
Ek anokhi dekhi hamne
Aisi mulaaqaat re
Aankhon hi aankhon mein ho gayi
Dil se dil ki baat re
Ek anokhi dekhi hamne
Aisi mulaaqaat re
Aankhon hi aankhon mein ho gayi
Dil se dil ki baat re
Haan dil se dil ki baat re
In mast nigaahon ka koi
Mastaana ho gaya
In mast nigaahon ka koi
Mastaana ho gaya
Ik ho gayi dewaani
Ik deewaana ho gaya aa
Do dilon ke mil jaane ka
Ye bahaana ho gaya.