LyricsTashan

Diwali Ki Raat Piya Ghar Lyrics - Kanchan | Ajit | Suraiya | Sapru | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

in Movies

Watch the Video

Song Information

Diwali ki raat piya ghar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Diwali ki raat piya ghar
Aanewale hain
Sajan ghar aanewale hain
Balam ghar aanewale hain
Diwali ki raat piya ghar
Aanewale hain
Sajan ghar aanewale hain
Balam ghar aanewale hain


Jhum jhum kar diye ki bati
Mere dil ko kare ishara
Jhum jhum kar diye ki bati
Mere dil ko kare ishara
Jan gayi mai aane wala
Hai tera sajan pyara
Jan gayi mai aane wala
Hai tera sajan pyara
Diwali ki raat piya ghar
Aanewale hain
Sajan ghar aanewale hain
Balam ghar aanewale hain


Jeen galiyo se aaye balmva
Un galiyo mein nain bichhau
Jeen galiyo se aaye balmva
Un galiyo mein nain bichhau
Kadam kadam par aashao
Ke dip jalati jau
Kadam kadam par aashao
Ke dip jalati jau
Diwali ki raat piya ghar
Aanewale hain
Sajan ghar aanewale hain
Balam ghar aanewale hain


Aaj raat aankho aankho me
Kah dungi sab dil ki bate
Aaj raat aankho aankho me
Kah dungi sab dil ki bate
Roz roz kab aati hai ye
Madhur milan ki raate
Roz roz kab aati hai ye
Madhur milan ki raate


Diwali ki raat piya ghar
Aanewale hain
Sajan ghar aanewale hain
Balam ghar aanewale hain
Diwali ki raat piya ghar
Aanewale hain
Sajan ghar aanewale hain
Balam ghar aanewale hain.

Related Songs

More songs from Kanchan (1955)
More songs of Ajit
More songs of Suraiya
More songs of Sapru
More songs of Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)