Jagegee rat bhar, aur bhagegee sath par par dalegeeBelagam khayalo ko, puchhegee yeh sawal aur mangegeeYeh hisab naa sunegee tere jawabo koYaha hai ek nadee aur wahan ek lal kilaPar kaha hain iss shehar kaa falsafaYaha aansu aur git, aur javanee kee maine tere namKiya par aadhi rat, aur sadke thee sab mere badMai tha, too thee, aur thee dillee bassKahee koyee udd raha hain, kahee koyee gir raha hainKahee koyee hain khada kagar peh, kahee koyee kele juvaAur kahee koyee bane gulam, aur kahee koyee hain pada intzar meJab gaya kal mai kutubminar, aur suna tha maine ailan keeBanee hai yaha ek nayee party aawara hai nam
Bhatkana hai jiska vidhan fursat hai kamKuchh dhundala sa jaishe kanshan haiWahan mai tha, too thee, aur thee dillee bassDekhe yaha kayee, mausam badlate huyeDekhe jasbe kayee, yaha paththar banate huyeKayee wakt se pehle, sab aaj too kehleYaha aansu aur git, aur javanee kee maine tere namKiya par aadhi rat, aur sadke thee sab mere badMai tha, too thee, aur thee dillee bassAawara hai nam bhatkana apna vidhan hainFursat hai kam kuchh dhundala sa apna nishan haiAur mai hu, too hain, aur hain dillee bass.