Dil to dete nahin, kahte ho sawal acha hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Iqbal Singh. This song was released on 25 Dec 1981.
dil to dete nahi dil to dete nahi kahte ho sawal achha hai
dil to dete nahi kahte ho sawal achha hai
wo alag bandh ke rakha hai jo man achha hai
dil to dete nahi kahte ho sawal achha hai
wo alag bandh ke rakha hai jo man achha hai
dil to dete nahi kahte ho sawal achha hai

jab dil manga kahte the ho ye kya nadani hai
bhole pan ke din hai abhi uthati jawani hai
oo jab dil manga kahte the ho ye kya nadani hai
bhole pan ke din hai abhi uthati jawani hai
kahi kho jayega kho jayega kahi kho jayega
chij ye anmol hai chij ye anmol hai apka khayal achha hai
wo alag bandh ke rakha hai jo man achha hai dil to dete nahi

dil me lakho kasame khakar jab jab hum aate hai
ho jhuta wada karte wo hum man jate hai
oo dil me lakho kasame khakar jab jab hum aate hai
jhuta wada karte wo hum man jate hai
jab chaha sanam chaha sanam
jab chaha sanam humko bahala diya
humko bahala diya yaar ye kamal achha hai
wo alag bandh ke rakha hai jo man achha hai
dil to dete nahi kahte ho sawal achha hai
wo alag bandh ke rakha hai jo man achha hai
dil to dete nahi kahte ho sawal achha hai