Dil ne jise apna kaha song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mahendra Bhai Katariya. This song was released on 23 Apr 2010.
Dil ne jise apna kaha
Woh pana na raha
Dil ne jise apna kaha
woh pana na raha
Kare wafa ki ummid kaise
Kare wafa ki ummid kaise
Jhutha hai sara jaha
Dil ne jise apna kaha
Woh apna na raha


Kaisa sitam ye tune kiya hai
Dawa kr badle jahar de diya hai
Kaisa sitam ye tune kiya hai
Dawa ke badle jahar de diya hai
Kaisa sitam  tune kiya
Dawa ke badle jahar de diya
Kya mila tujhe dil tod kar
Kya mila tujhe dil tod kar
Aisa ashik milega kaha
Dil ne jise apna kaha
Woh apna na raha


Khela hai tune khilona samjh
Toda hai dil tune sheesa samjh kar
Khela hai tune khilona samjh
Toda hai dil tune sheesa samjh kar
Ham usi ke ho gaye kyu
Ham usi ke ho gaye
Jisne apna kabhi na kaha
Dil ne jise apna kaha
Woh apna na raha


Kaisi ye hay bebasi hai
Mujhse khafa kyu zindagi hai
Kaisi ye hay bebasi hai
Mujhse khafa kyu zindagi hai
Kaisi ye hay bebasi hai
Mujhse khafa kyu zindagi hai
Mere rab kya meri khata hai
Mere rab kya meri khata hai
Lut gaya kyu mera jaha
Dil ne jise apna kaha
Woh apna na raha
Dil ne jise apna kaha
Woh apna na raha
Kare wafa ki ummid kaise
Kare wafa ki ummid kaise
Jhutha hai sara jaha
Dil ne jise apna kaha
Woh apna na raha.