Dil Mein Shama Jale Lyrics - Sabak | Munawar Sultana | Cuckoo | Karan Dewan | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dil mein shama jale song is from Sabak (1950) and it is sung by Asha Bhosle.It stars Munawar Sultana, Cuckoo, Karan Dewan and Om Parkash in leading roles. This song is penned by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) and composed by A.R. Qureshi. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Dil mein shama
Dil mein shama jala ke
Tere intezaar ki
Intezaar ki duniya luta ke
Duniya luta ke baitthi hun
Sabr o qaraar ki
Sabr o qaraar ki
Dil mein shama
Aankhon ka noor
Dil ki tamannaen lut kar
Tamannaye lut kar
Aankhon ka noor
Dil ki tamannaye lut kar
Tamannaye lut kar
Surat bigaad ho
Surat bigaad di hai
Khizaa ne bahaar ki
Khizaa ne bahaar ki
Surat bigaad di hai
Khizaa ne bahaar ki
Surat bigaad di hai
Khizaa ne bahaar ki
Khizaa ne bahaar ki
Dil mein shama
Aa jaa ke dil mein
Rang bhara hai
Ummeed ka
Ho aa jaa aa jaa ke
Dil mein rang bhara
Hai ummeed ka
Hai ummeed ka
Tasveer phir rahi
Tasveer phir rahi hai
Nigaahon mein pyaar ki
Nigaahon mein pyaar ki
Dil mein shamaa
Fariyaad meri sun ke
Sitaare bhi ro diye
Sitaare bhi ro diye
Fariyaad meri sun ke
Sitaare bhi ro diye
Sitaare bhi ro diye
Raaton ko utth ke ho
Raaton ko utth ke
Mein ne jo teri pukaar ki
Teri pukaar ki
Dil mein shama.