Dil Ko Ghame Hayat Gawara Hai In Dino Lyrics - Chitra Singh (Chitra Dutta)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dil ko ghame hayat gawara hai in dino song is from A Milestone (1980) and it is sung by Chitra Singh (Chitra Dutta). This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
dil ko gham-e-hayaat, ganwaara hai in dino

pehle jo dard tha, wahi chaara hai in dino
ye dil zara sa dil, teri yaadon me kho gaya

zarre ko aandhiyon ka sahara hai in dino
dil ko gham-e-hayaat, ganwaara hai in dino
tum aa sako to shab ko, badha du kuch aur bhi

apne kahe me subho ka taara hai in dino