Ruk ruk ke kehte hain Jhuk jhuk ke rehte hain
Ruk ruk ke kehte hain Jhuk jhuk ke rehte hain Dil ka mizaaj ishqiya Dil ka mizaaj ishqiya
Tanha hain logon mein Logon mein tanhaayi Dil ka mizaaj ishqiya
Chotein bhi khaaye aur gungunaye Aisa hi tha ye, aisa hi hai ye Masti mein rehta hai Mastana saudayi Dil ka mizaaj ishqiya
Sharmeela sharmeela Parde mein rehta hai Dardon ke chhonke bhi Chupke se sehta hai Nikalta nahi hai gali se kabhi
Nikal jaaye to dil bhatak jaata hai Arey bachcha hai aakhir bahek jaata hai
Khwaabon mein rehta hai Bachpan se harjai Dil ka mizaaj ishqiya Dil ka mizaaj ishqiya
Gusse mein bal khaana Ghairon se jal jaana Mushqil mein aaye to wadon se tal jaana Ulajhne ki isko yun aadat nahi Magar bewafari sharafat nahi Ue jazbaati ho ke chhalak jaata hai
Ishq mein hoti hai thodi si garmaai Dil ka mizaaj ishqiya Arey dil ka mizaaj ishqiya
Ruk ruk ke, ishqiya Jhuk jhuk ke, ishqiya
Ruk ruk ke kehte hain Jhuk jhuk ke rehte hain Ish, ish, ishqiya
Ishqiya, ishqiya