Dil hai zalim song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bany Talwar Kripal. This song was released on 01 Jan 2018.
Dil hai zalim nigaho ka mara
Dil hai zalim nigaho ka mara
Bechara jiya jiya diya na diya
Kya bharosha hai bolo tumhara
Kya bharosha hai bolo tumhara
Bechara jiya jiya diya na diya


Tumse mohabbat hum karte hai
Dil ki tamnna dil karta hai
Tumse mohabbat hum karte hai
Dil ki tamnna dil karta hai
Door bade na mushkil hai
Ab pas aake hi ji bharta hai
Jane duniya mein milna hamara
Jane duniya mein milna hamara
Kya bharosha hai bolo tumhara
Dil hai zalim nigaho ka mara
Bechara jiya jiya diya na diya


Aaj to hamko tum ji bharke
Apna najara kar lene do
Aaj to hamko tum ji bharke
Apna najara kar lene do
Pal do pal hi armano se
Dil ka daman bhar lene do
Kya khabar naam tune hamara
Kya khabar naam tune hamara
Dobara liya liya liya liya na liya
Dil hai zalim nigaho ka mara
Bechara jiya jiya diya na diya


Tum ho suraj hum hai shabnam
Tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum
Tum ho suraj hum hai shabnam
Tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum
Aaj tumhare samne aake
Jitni khushi hai utna hi gum
Ye khuda jane hamne tumhara
Ye khuda jane hamne tumhara
Najar kiya kiya kiya na kiya
Dil hai zalim nigaho ka mara
Bechara jiya jiya diya na diya
Kya bharosha hai bolo tumhara
Bechara jiya jiya diya na diya.