Dil e nadan tujhe hua kya hai song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 23 Jul 1950.
Dil e nadan tujhe hua kya hai
Akhir is dard ki dawa kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai


Ham hai mushtakh aur vo bejat
Ham hai mushtakh aur vo bejat
Ya ilahi ye majra kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai


Mai bhi muh me zaban rakhta hu
Mai bhi muh me zaban rakhta hu
Kash pucho ke mudda kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai


Hamko unse wafa ki hai ummid
Hamko unse wafa ki hai ummid
Jo nahi jante wafa kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai


Jaan tum par nisar karta hu
Jaan tum par nisar karta hu
Mai nahi janta dava kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai
Akhir tere dukh ki dawa kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai


Jaan tum par nisar karta hu
Jaan tum par nisar karta hu
Mai nahi janta dava kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai
Akhir tere dukh ki dawa kya hai.