Dil e nadaan song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vishal Gurnani, Rajesh Banga, Reliance Entertainment. This song was released on 30 Jan 2015.

(Shweta Subram sings..)

Aag ka dariya doobe ke jaana
Ishq nahi aasaan, Aasan ho
Ishq nahi aasaan..

(Ayushmann Khurrana sings..)

Dil e nadan tujhe hua kya hai
Aakhir is dardh ki dava kya hai
Dil e nadaan tujhe hua kya hai
Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Unko unse wafaa ki hai umeed
Jo nahi jaante wafa kya hai
Jo nahi jaante wafa kya hai

Dil e nadaan tujhe hua kya hai

Jaan tum par nissar karta hoon
Jaan tum par nissar karta hoon
Jaan tum par nissar karta hoon
Main nahi jaanta duaa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai..

Aag ka dariya doobe ke jaana
Ishq nahi aasaan, Aasan ho
Ishq nahi aasaan..

Maine maana ki kuch nahi Ghalib
Maine maana ki kuch nahi Ghalib
Muft aaye toh buraa kya hai
Dil e nadaan tujhe huaa kya hai..
Dil e nadaan tujhe huaa kya hai..