Dhuaan song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ashvini Yardi, Alka Bhatia. This song was released on 13 Jun 2014.

Dhuaan dhuaan si hai zindagi
Dhundla sa hai khwaab kaheen..
Kho gayi jaane kahaan woh khushi..
Dikhti nahin hai roshini

Kaise din the aur kaisi thi woh raatein
Jab karte the hum sapnon se hi baatein..
Ghum ho gayi hai woh hansi

Ho.. na kinaara ha.. na sahara ha..
Jaane kahaan main ja raha
Chalte chalte hey raah par kyun
Ruk si gayi hai zindagi..

Dhuaan dhuaan si hai zindagi
Dhundla sa hai khwaab kaheen..

Kho gayi jaane kahaan woh khushi..
Dikhti nahin hai roshini

Yaari ka aisa asar tha
Na fikra, na dar tha
Zindadili se jeete the hum
Ab waqt hum se khafa hai..
Jeene ki ab na wajah hai
Yeh kaisa toofan aa gaya...
Chhup chhup ke rone main laga

Dhuaan dhuaan si hai zindagi
Dhundla sa hai khwaab kaheen..
Kho gayi jaane kahaan woh khushi..
Dikhti nahin hai roshini