LyricsTashan

Dharamyudh (Title) Lyrics - Dharamyudh | Sunil Dutt | Shatrughan Sinha | Kimi Katkar | Shabbir Kumar

in Movies

Watch the Video

Song Information

Dharamyudh (title) song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pawan Kumar. This song was released on 25 Nov 1988.

Lyrics

Dharamyudh dharamyudh
Dharamyudh dharamyudh
Anyay anyay jab nyay ko kuchle
Punay pap ko rota hai
Deta hai itihas gawahi
Tab tab jag me hota hai
Dharamyudh dharamyudh
Anyay anyay jab nyay ko kuchle
Punay pap pe rota hai
Deta hai itihas gawahi
Tab tab jag mein hota hai
Dharamyudh dharamyudh
Dharamyudh


Prem pyar ki duniya mein jab
Kadwa bola jata hai
Atyachar ke palde mein jab
Sach ko tola jata hai
Neki or badi mein jab jab
Ek ladai hoti hai
Nirbal ki balwan ke hatho
Jab ruswayi hoti hai
Jab nafrat ke
Jab nafrat ke beez saitan
Yaha par hota hai
Deta hai itihas gawahi
Tab tab jag me hota hai
Dharamyudh dharamyudh
Dharamyudh


Kisi ko khye kul ki chinta
Kisi ko kuch malum nahi
Or kisi ki nazar mein koi
Mujrim hai masum nahi
Kisi ka hasta gulsan ujda
Waqt ki aisi andhi chali
Phul bechara mila dhul mein
Kali hawas ki lo mein jali
Dekhna hai dekhna hai insaf ka malik
Kate kise chhubhota hai
Deta hai itihas gawahi
Tab tab jag mein hota hai
Dharamyudh dharamyudh
Dharamyudh
Anyay anyay jab nyay ko kuchle
Punay pap pe rota hai
Deta hai itihas gawahi
Tab tab jag me hota hai
Dharamyudh dharamyudh
Dharamyudh.

Related Songs

More songs from Dharamyudh (1988)
More songs of Sunil Dutt
More songs of Shatrughan Sinha
More songs of Kimi Katkar
More songs of Shabbir Kumar