Dhake ki malmal mangana song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dhake ki malmal mangana balam ji
Dhake ki malmal mangana balam ji
Are karam karam farmana
Are karam karam farmana
Malmal ki halki si uljhi chunriya
Aur usko dekhe jaman balam
Are karam karam farmana balam ji
Dhake ki malmal mangana balam ji


Kashi ki kumkum mathura ki jhanjhar
Bindiya bangal ki aagre ka kangan
Dilli ki aarsi sadi gannor
Dilli ki aarsi sadi gannor
Hatho se apne pehnana balam ji
Itna karam farmana balam ji
Dhake ki malmal mangana balam ji


Niklu jidar se ghunghat nikale
Har koi apne dil ko sambhale
Dekhu ji pyar se solah singar se
Dekhu ji pyar se solah singar se
Mujhko bana na sudama balam ji
Itna karam farmana balam ji
Dhake ki malmal mangana balam ji.