Dhak dhak jiya kare song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sibte Hasan Rizvi. This song was released on 10 Jan 1989.
Dhak dhak dhak dhak dhak dhak
Dhak dhak dhak dhak ha ha ha
Dhak dhak jiya kare
Jane kya piya kare
Oo dhak dhak jiya kare
Jane kya piya kare
Sakhi hain aaj kya hone wala


Main bhi ghabrau sakhi
Par kaha jau sakhi
Main bhi ghabrau sakhi
Par kaha jau sakhi
Unse ek din to padna
Tha pala re


Dhak dhak jiya kare
Jane kya piya kare
Oo dhak dhak jiya kare
Jane kya piya kare
Sakhi hai aaj kya hone wala


Hai khoti julmi ke mann mein
Uski nazariya hain tedi
Hai khoti julmi ke mann mein
Uski nazariya hai tedi
Chhede mohe aate jate
Niklu kabhi jo akeli
Pipal chhav tale
Pehe lag jaavi gale
Pipal chhav tale
Pehe lag jaavi gale


Beri man ka itna vo kala re
Dhak dhak jiya kare
Jane kya piya kare
Dhak dhak jiya kare
Jane kya piya kare
Sakhi hain aaj kya hone wala


Thami kalayi to kanpe
Thar thar kagnava hamare
Thami kalayi to kanpe
Thar thar kagnava hamare
Jvala ye kaisi lagi hai
Sare badnva hamare
Ho aag nash nash mein lagi
Raat bhar main to jagi
Ho aag nash nash mein lagi


Rat bhar main to jagi
Mann ko samjhaya
Tan ko sambhala re
Dhak dhak
Dhak dhak jiya kare
Jane kya piya kare
Oo dhak dhak jiya kare
Jane kya piya kare
Sakhi hain aaj kya hone wala


Main bhi ghabrau sakhi
Par kaha jau sakhi
Main bhi ghabrau sakhi
Par kaha jau sakhi
Unse ek din to padna
Tha pala re
Dhak dhak jiya kare
Jane kya piya kare
Oo dhak dhak jiya kare
Jane kya piya kare.