Dekho wo chaand so gaya song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1955.
Dekho wo chaand so gayaa hai intezaar mein
O sanam aana dil mein samaa jaana
O sanam aana dil mein samaa jaana


Dil ki lagi tumhen tadpaayegi
Ye sun lena mil ke nazar kahin reh jaayegi
Ye sun lena jhhoote bahaane liye aaya zamaana
Dekho wo chaand so gayaa hai intezaar mein
O sanam aana dil mein samaa jaana
O sanam aana dil mein samaa jaana


Tujh se nazar mili dil kho gayaa
Tu kya jaane baithe bithaaye
Mujhe kya ho gayaa
Tu kya jaane dil ne mohabbat
Bharaa gaya taraanaa
Dekho wo chaand so gayaa hai intezaar mein
O sanam aana dil mein samaa jaana
O sanam aana dil mein samaa jaana


Rukh pe agar kahin gesu mere aa jaayenge
Baadal khushi ke wahin masti bhare chhaa jaayenge
Dhadka sitaaron ka dil
Khoyaa aaa aaa zamaanaa
Dekho wo chaand so gayaa hai intezaar mein
O sanam aana dil mein samaa jaana
O sanam aana dil mein samaa jaana.