Dekho aaya hai kaisa zamana song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajendra Mahalwal. This song was released on 01 Jan 2018.
Waqt ki aandhi ke aage
Jhukte takhto taz
Waqt hansaye waqt rulaye
Sab kuch waqt ke hath


Dekho aaya hain
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein
Raha na aaj pyar
Dekho aaya hain
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein raha
Na aaj pyar
Dekho aaya hain
Kaisa zamana


Kitne armano se tune
Tha ye mahal banaya
Tha ye mahal banaya
Jisko apna samjha wohi
Kam na tere aaya
Kam na tere aaya
Bikhar gaye the sare sapne
Ujad gaya gharbar tera
Ujad gaya gharbar tera
Dekho aaya hain
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein
Raha na aaj pyar
Dekho aaya hain
Kaisa zamana


Jis bagiya ko sincha tune
Karta tha rakhwali
Karta tha rakhwali
Aaj tere hi samne uski
Bikhri dali dali
Bikhri dali dali
Patjhad aaya roye bulbul
Phool bhi huya gham sa
Phool bhi huya gham sa rai malik
Dekho aaya hain
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein raha
Na aaj pyar
Dekho aaya hain
Kaisa zamana


Ab kahe pachhtaye hey tu
Karta tha mera mera
Karta tha mera mera
Uth gaya dana pani re
Panchhi kar le kahi basera
Kar le kahi basera
Is duniya mein kon hain kiska
Sab riste bekar
Riste bekar yaha to
Dekho aaya hain,
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein
Raha na aaj pyar
Dekho aaya hain
Kaisa zamana.