Dekh mausam song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bitu Anand, Naresh Malhotra. This song was released on 10 Aug 1979.
Dekh mausam kah raha hai
Baho me aake meri jhul ja
Man ya na man meri jan
Mausam ki to man le yaar
Mausam ki to man le yaar
Chhod bhi de yun banana
Baho me mujhe tere dekhke
Kya kahega ye zamana
Ye bhi jara jan le aaj
Ye bhi jara jan le aaj


Chori chori tu dil me aaya
Ab to tu kaise kaise
Rup rang dikhaye
Tere pyaar se piya re baj aaye
Aaja re aaja rahne bhi de tu
Yu kahe tikhe tikhe
Nakhare dikhaye
Lagi dil ki meri kahe ko badhaye
Ho jindagi pe pyaar ke din
Yun hi na jaye kahi bit re
Man ya na man meri jan
Mausam ki to man le yaar
Mausam ki to man le yaar


Mithi mithi bato me teri
Mujhko to dar hai
Aate aate aa na jaau
Phir kya hoga ye
Bhi sochu ghabrau
Sun mahaki mahaki
Saanso se teri
Mai apni thandi
Thandi saase aa milau
He pyaar yahi to hai
Kaise samjhau he
Man le mai man jau janeja
Teri har bat ko
Kya kahega ye zamana are
Ye bhi jara jan le aaj
Ye bhi jara jan le aaj
Dekh mausam keh raha hai
Baahon mein aake meri jhul ja
Man ya na man meri jan
Mausam ki to man le yaar
Mausam ki to man le yaar.