Deewane song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sanjay Masoom. This song was released on 26 Oct 2001.
Deewana main na tha
Deewana ban gaya
Kab kaise aur kya
Afsaana ban gaya
Na tujhe hai khabar
Na mujhe hai magar
Jaane kab kaise dil mil gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana tu na tha
Deewana ban gaya
Kab kaise aur kya
Afsaana ban gaya


Jadoo nigahon ka teri
Mujhpe asar kar gaya hai
Jadoo nigahon ka teri
Mujhpe asar kar gaya hai
Dil deewana tumhara
Wada koi kar gaya hai
Maine maana meri
Jaan maine maana
Dil jo bola wohi kar diya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana main na tha
Deewana ban gaya


Dhadkane sun rahi hai
Dhadkano ki zubaan ko
Dhadkane sun rahi hai
Dhadkano ki zubaan ko
Aisa haseen ho nazara to
Kaise na armaan jawan ho
Tere bin ek pal nahin jeena
Maine yeh faisla kar liya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana main na tha
Deewana ban gaya
Kab kaise aur kya
Afsaana ban gaya
Na tujhe hai khabar
Na mujhe hai magar
Jaane kab kaise dil mil gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana main ho gaya.