Deepak hai tu piya song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Harsukh Jagneshwar Bhatt, Lalubhai Bhatt. This song was released on 01 Jan 2018.
Deepak hai tu piya main teri jyoti
Deepak hai tu piya main teri jyoti
Tera mera janmo ka saath hai
Tu meri mala main tera moti
Tera mera janmo ka sath hai
Deepak hai tu piya main teri jyoti
Tera mera janmo ka saath hai
Tera mera janmo ka saath hai


Thandi pawan aaj chale preet bhari
Rut hai madhur madak sangeet bhari
Ho man me machi halchal main jhum rahi
Ho lahro ko chandar kiran chum rahi
Kahe ye chanadi dur hona nahi
Kahe ye chanadi dur hona nahi
Khili khlili poonam ki raat hai
Deepak hai tu piya main teri jyoti
Tera mera janmo ka sath hai
Tu meri mala mai tera moti
Tera mera janmo ka saath hai
Tera mera janmo ka saath hai


Taro bhare nile aakash tale
Aaj piya prano ke deep jale
Ho pyar ka wo man mein amar phul khile
Teri meri jyoti se jyoti mile
Mera man ye kahe sang tera rahe
Mera man ye kahe sang tera rahe
Ab to liya hatho me hath hai
Deepak hai tu piya main teri jyoti
Tera mera janmo ka sath hai
Tu meri mala main tera moti
Tera mera janmo ka saath hai
Tera mera janmo ka saath hai
Tera mera janmo ka saath hai.