Dastaan (title) song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yunh hi tumhe main dekhun
Bhool jaaun hoon kahan
Kya main kahun tum kya ho
Tum ho meri dastaan


Yunh hi tumhe main dekhun
Bhool jaaun hoon kahan
Kya main kahun tum kya ho
Tum ho meri dastaan
Khil uthee zindagi, kya hai yeh bekhudi
Chaa gayee jeevan mein bahaar
Tum saamne baithe raho
Bhool ke main duriyan
Yuhn hi tumhe takta rahun
Khuli aankhon sapna
Yeh nasha yeh khushi, har pal har ghari
Main hun tere liye hi beqarar.