Aayega, dulha aayegaAayega, dulha aayegaAayega, dulha aayegaAayega, dulha aayegaHo, oh oh oh, oh oh oh, mm hm hm hmDarwaaze pe tere baaraat laayegaDoli mein bithaake tujhe le jaayegaDarwaaze pe tere baaraat laayegaDoli mein bithaake tujhe le jaayegaGaata muskuraata tera bhaiya reh jaayegaGaata muskuraata tera bhaiya reh jaayegaAayega, dulha aayegaAayega, dulha aayegaNaachenge hum, gaayenge humKya din hoga voh jab tu banegi dulhanYeh galiyaan yeh chaubaarein teri yaad laayengeBin tere yeh sab milke mujhko bahut sataayengeMain lekin apne gham se teri khushi sajaaoongaApne haathon se saare ghar mein deep jalaaoongaMera dil meri jaan meri zindagiTeri har khushi mein hai meri har khushiKya din hoga voh jab tu banegi dulhan
Royega dil mera phir bhi naache gaayegaDarwaaze pe tere baaraat laayegaGaata muskuraata tera bhaiya reh jaayegaGaata muskuraata tera bhaiya reh jaayegaDarwaaze pe tere baaraat laayegaDoli mein bithaake tujhe le jaayegaGaata muskuraata tera bhaiya reh jaayegaAayega, dulha aayegaAayega, dulha aayegaYeh mera jeevan sapna mere dil ki chaahat haiTere haathon mein ab se mere pyaar ki kismat haiPooja hai hamesha maine jiske sundar mukhde koAb saup raha hoon tujhko aise dil ke tudke koWafa ki mohabbat ki moorat hai tuTera dharm seva hai aurat hai tuWoh din aa gaya, ab tu bani hai dulhanMarke bhi yeh bhai tere naaz uthaayegaDarwaaze pe tere baaraat laayegaGaata muskuraata tera bhaiya reh jaayegaGaata muskuraata tera bhaiya reh jaayegaDarwaaze pe tere baaraat laayegaDoli mein bithaake tujhe le jaayegaGaata muskuraata tera bhaiya reh jaayegaGaata muskuraata tera bhaiya reh jaayega.