Dard Ka Pata Lyrics - Mohammed Irfan

2018

Lyrics

Dard ka pata hi na raha
Ghum hua main tujhme iss tarah

Dard ka pata hi na raha
Ghum hua main tujhme iss tarah

Aankhen apni jab main band karu (x2)
Bas tujhe hi dekhta raha

Dard ka pata hi na raha
Ghum hua main tujhme iss tarah

Hasraton ka kya jo nahin mila
Harf ki tarah main jise padha
Main jise padha

Waqt jaane kab guzar gaya
Darbadar main dhoondta rahan
Ankhen apni jab main band karu
Bas tujhe hi dekhta rahan

Dard ka pata hi na raha
Ghum hua main tujhme iss tarah