Dard Badhkar Fughan Lyrics - Jagjit Singh | Chitra Singh | Chitra Singh (Chitra Dutta)

1976

Lyrics

Dard badhkar fughan na ho jaaye
Dard badhkar fughan na ho jaaye
Ye zamin aasma na ho jaye

Dil mein duba hua jo nashtar hai
Mere dil ki zuba na ho jaye
Ye zamin aasma na ho jaye

Dil ko le lijiye jo lena hai
Dil ko le lijiye jo lena hai
Phir ye sauda garan na ho jaye

Aah ki je magar latif tabhi
Aah ki je magar latif tabhi
Lab tak aakar dhua na ho jaye
Ye zamin aasma na ho jaye

Dard badhkar fughan
Na ho jaaye dard badhkar.