Daata Di Deewani Lyrics - Boman Irani | Farooq Sheikh | Jackky Bhagnani | Rafaqat Ali Khan | Shiraz Uppal

2014

Lyrics

Ganjh bakhsh faiz-e-alam
Mazhare noor-e-khuda
Na kasara peer-e-kaabe
Na kasara peer-e-kaabe
Kamila ra raaa numa

Ganjh bakhsh, ganjh bakhsh
Ganjh bakhsh faiz-e-alam
Ganjh bakhsh, ganjh bakhsh
Ganjh bakhsh faiz-e-alam

Deewani
Ganjh bakhsh teri diwani
Ganjh bakhsh faiz-e-alam

Daata di deewani mein
Daata di deewani mein
Tusaral mili gaavo
Tusaral mili gaavo
Daata di deewani mein
Daata di

Main toh diwani hui
Main toh diwani hui
Daataaaa

Jo daras mil humko
Woh bhool gaye hum kyun
Bandon se mohabbat ka
Ehsaas hua phir kyun
Nagri mein teri daata
Yeh ranj ka aalam kyun
Nagri mein teri daata
Yeh ranj ka aalam kyun
Yeh ranj ka aalam kyun
Is arz-e-muqaddas mein
Shatranj ka aalam kyun

Daata di diwani main
Daata di diwani main
Tusaral mil gaavo
Daata di..
Ganjh bakhsh, ganjh bakhsh
Ganjh bakhsh faiz-e-alam

Ghaas ko sab tab
Te thyon sadke
Ghaas ko sab tab
Te thyon sadke
Te thyon sadke

Do haath mile ba hum
Takdeer bana daalein
Bikhre huye khwaabon se
Taabeer bana daalein
Woh shab thi azeeyat ki
Ab waqt sehar aaya
Woh shab thi azeeyat ki
Ab waqt sehar aaya
Ab waqt sehar aaya
Bhatka hua har sajda
Kaaba rukh ohir aaya

Daata di deewani main
Data di deewani main
Tusaral mil gaavo
Tusaral mil gaavo

Tere dar aaya, dilbar aaya
Sun aye meri daata piya (7x)