Cycle ki sawaari hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Deepak Balraj Vij. This song was released on 21 Jul 1995.
Cycle ki sawaari hai
Duniya hamari hai
Sun mere yaara
Tu hai mujhe pyara
Cycle ki sawaari hai
Duniya hamari hai
Sun mere yaara
Tu hai mujhe pyara
Haatho mein jee haath hai
Paanio ka saath hai
Gham kis baat ka
Tu jo mere saath hai


Mere dil mein ek baat hai
Kya main bolu izajat hai
Mere dil mein ek baat hai
Kya main bolu izajat hai
Chaaha hai maine tujhko
Yu chhedo na mujhko
Moti hai kamariya
Sun mori goriya
Main to koi gair nahi
Main tera sawariya
Najuk hai dil mera
O mere sawariya
Chheda chhadi na kar
Main teri bawariya


Uf tera yeh mukhda
Jaise chand ka koi tukda
Uf tera yeh mukhda
Jaise chand ka koi tukda
Izhaar hai ikraar hai
Mujhe tumse bahot pyar hai
Jaanam jaanam kehta rahenge
Jab tum kahonge marte rahenge
Din mein bhi tu hai
Raat mein bhi tu hai
Neend mein bhi jaagu main
Khwabo mein bhi tu hai
Cycle ki sawaari hai
Duniya hamari hai
Sun mere yaara
Tu hai mujhe pyara
Cycle ki sawaari hai
Duniya hamari hai
Sun mere yaara
Tu hai mujhe pyara
Haatho mein jee haath hai
Paanio ka saath hai
Gham kis baat ka
Tu jo mere saath hai.