Cinema dekhe mamma song is from and it is sung by , and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ashvini Yardi, Jayantilal Gada. This song was released on 02 Oct 2015.

Roop tera satrangi dildar lagda eh
Woh chand bhi tere samne bekhar lagda eh

Aaha mama cinema dekhe mamma
Nau se barah mama
Karenge thama thama thama thama..(2x)

Hongi jab gehri night
Dhadak dhadak jaye jiya
Ho pakudunga bahon mein tight
O re piya yeh kya kiya
Ho Bahon mein aaja jaan meri
Abb kar main doon chuma

Aaha mama cinema dekhe mamma
Nau se barah mama
Karenge thama thama thama thama

Himalay pe chadke main ab yeh kahu
Banna dun main tujhko punjabi bahu
Chal tujh ko main dikha du gori saath samandar

Phir land karenge story hum gaao ke andar
Royega mera peyo te nache meri amma

Aaha mama
Cinema dekhe mamma
Aaha mama cinema dekhe mama
Nau se barah mama
Karenge thama thama thama thama..

Dil mera jaldi na hallu challe
Dekhu tujhe jab toh balle valle
Chal cheepak cheepak cheepak cheepak chumbak bane
Aa lipat lipat lipat lipat yohvan jaage
Bhangra nahi mushkil Punjabi tariamma

Aaha mama
Cinema dekhe mamma
Aaha mama cinema dekhe mama
Nau se barah mama
Karenge thama thama thama thama..